《Dry Spell》LRC歌词下载

歌手:Karunsuspendednotes

📝 歌词预览

作词 : Karun Kohli/Sumeru Shekhar/Syed Mohd. Altmash/Banana Leaf
作曲 : Karun Kohli/Sumeru Shekhar/Syed Mohd. Altmash/Banana Leaf
Kaho kitna dard tumhe hota
Jab tum na gair koi rota hai
Unki baahon mein wo sota hai
Har roz wajah bann khota hai




Ab din dhale
Kehdu tujhse main
Wo baatein ankahi

Par ab bhi
Dar lagta hai ki
Kahi kho du main
Tujhko nahi

Wo mujhe apna
Kehke yuh hi
Dard sehti rahi

Par bhool uski
Aankhein
Jhooth kehti rahi





Kehne ko baatein main karne wala tha
Main dil ki deewaron pe chadhne wala tha
Main khudkhushi jo aaj karna wala tha
Main taktakki se tujhe dekhe jaa raha tha
Main jaanu na na mujhe kuch pata tha
Kamre mein aake jo main chupp khadha tha
Tere chehre pe jo sab kuch likha tha
Mere pyaar ka hi ik rangg chippa tha


Rangte rangte tujhe rangte rangte
Tere pyaar ke saanche mein dhalte dhalte
Mann cheekhta hai mera halke halke
Palkon mein Achaa naam tera challke challke
Chalakta hai jo tu naino mein mere
Palat ta hai jo tu kehne pe mere
Aa na baahon mein tu rehne de gile
Bhavnao ko yuh behne de priye




Jo ye dhalta
Dhalta jaaye ye
Mera dil hi
Toota sa hai

Ab jaane
Kaise dedu main
Oh jaanam
Rookha sa hai

ℹ️ 下载说明

LRC时间轴歌词,支持卡拉OK同步显示

文件格式:.lrc | 字符编码:UTF-8