Janam Janam

歌手: Shahrukh Khan • 专辑:Shahrukh Khan All Time Hits • 发布时间:2019-04-17
Janam janam janam sath chalna yunhi
Kasam tumhe kasam aake milna yahi
Ek jaan hai bhale do badan ho juda
Meri hoke hamesha hi rehna Kabhi na kehna alvida
Meri subah ho tumhi Aur tumhi sham ho
Tum dard ho tum hi aaram ho
Meri duaon se aati hai bas yeh sada
Meri ho ke hamesha hi rehna Kabhi na kehna alvida
Meri hoke hamesha hi rehna Kabhi na kehna alvida
Teri bahon mein hai mere dono jahan
Tu rahein jidhar meri jannat wahi
Jal rahi aggan hain jo yeh do tarfaa
Na bujhe kabhi meri mannat yahi
Tu meri arzoo, main teri aashiqui
Tu meri shayari, main teri mausiqi
Talab talab talab bas teri hai mujhe
Nashon mein tu nasha bann ke ghulna yoonhi
Meri mohabbat ka karna tu hak ye adda
Meri ho ke hamesha hi rehna Kabhi na kehna alvida
Meri subah ho tumhi Aur tumhi shaam ho
Tum dard ho tum hi aaram ho
Meri duaon se aati hai bas yeh sada
Meri hoke hamesha hi rehna Kabhi na kehna alvida
Aa.. alvida..

🎧 相似歌曲推荐

Janam Janam

👤 歌手:Rozi Loqman(Blog)
查看歌词

Janam Janam (Instrumental Version)

查看歌词

Janam Janam (Slowed + Reverb)

👤 歌手:Brown Munde
💿 专辑:Slowed + Reverb
查看歌词

Janam Janam

👤 歌手:Shahrukh Khan
💿 专辑:Shahrukh Khan All In One
查看歌词

Janam Janam

👤 歌手:Arijit Singh
💿 专辑:Jeeye To Jeeye Kaise
查看歌词

💡 相关搜索建议

正在播放: Janam Janam
0:00 / 0:00
加载歌词中...
Janam Janam
Shahrukh Khan