Kuch Bhi Ho Jaye

歌手: B Praak • 专辑:Pyaar Ka Nasha – Best of 2020 • 发布时间:2021-02-08
作词 : Jaani
 作曲 : B Praak
Main barish ka mausam hoon
Tujhe ek din bhaunga
Ho do din deke khushiyan
Hashar tak le aauga
Main barish ka mausam hoon
Mera aitbaar na karna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar karna
Ho akhiyan hogi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Tumne sudhara tha
Tumne bigada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the yun bewafa
Par toone bana diya
Tumne sudhara tha
Tumne bigada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the yun bewafa
Par toone bana diya
Ho Jaani kolon door reh tainu samjhawan
Mera ki pata main kal mar jawan
Ho Jaani chhod chuka hai
Ab to maut se darna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Ho akhiyan hogi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Main itna badal chuka hoon sanam
Tujhse judaiyan kar ke
Ke ab maza aane laga hai mujhe
Bewafaiyan kar ke
Main itna badal chuka hoon sanam
Tujhse judaiyan kar ke
Ke ab maza aane laga hai mujhe
Bewafaiyan kar ke
Soch tere baare junun mil jaata hai
Chhod kisi ko sukoon mil jata hai
Ho pata nai kab kiski
Hai baahon mein marna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Ho akhiyan hogi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
📥 下载LRC歌词 📄 下载TXT歌词

支持卡拉OK同步显示,可用记事本编辑