Parchaiyan (Reprise)

歌手: Kinjal Chatterjee Soumyadeep Ghoshal • 时间:

📝 纯歌词版本

作词 : Alok Ranjan Srivastava
作曲 : Soumyadeep Ghoshal
Bikhre beetein lamhon ki bheed mein
Dhoondta hoon tere nishaan
Ik dor teri yaadon ki thaam ke
Bun raha hoon aasmaan

Khoya tha raahon mein, jahaan mujhe tune
Main wahin hoon, main ruka tha jahaan

Tu kahin nahin magar
kyun lage thehri yahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan
Dhoondti rahe meri
yeh nazar jaaye jahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan

Raat bhar jaagti hain saath mein
Khushbuein jo aaj bhi
Chaadaron mein hain basi
Tere hone ki gawaahi de rahi

Neend ke silsile hain todti
Teri halki si hasi
Goonjti jo aaj bhi
Is makaan ki jo ragon mein beh rahi

Woh raatein jahaan pe yeh waqt rukta tha
Main wahin hoonain ruka hoon wahaan

Tu kahin nahin magar, kyun lage thehri yahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan
Dhoondti rahe meri, yeh nazar jaaye jahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan

🎵 LRC歌词版本

作词 : Alok Ranjan Srivastava
作曲 : Soumyadeep Ghoshal
Bikhre beetein lamhon ki bheed mein
Dhoondta hoon tere nishaan
Ik dor teri yaadon ki thaam ke
Bun raha hoon aasmaan

Khoya tha raahon mein, jahaan mujhe tune
Main wahin hoon, main ruka tha jahaan

Tu kahin nahin magar
kyun lage thehri yahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan
Dhoondti rahe meri
yeh nazar jaaye jahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan

Raat bhar jaagti hain saath mein
Khushbuein jo aaj bhi
Chaadaron mein hain basi
Tere hone ki gawaahi de rahi

Neend ke silsile hain todti
Teri halki si hasi
Goonjti jo aaj bhi
Is makaan ki jo ragon mein beh rahi

Woh raatein jahaan pe yeh waqt rukta tha
Main wahin hoonain ruka hoon wahaan

Tu kahin nahin magar, kyun lage thehri yahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan
Dhoondti rahe meri, yeh nazar jaaye jahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan

📝 纯歌词版本

作词 : Alok Ranjan Srivastava
作曲 : Soumyadeep Ghoshal
Bikhre beetein lamhon ki bheed mein
Dhoondta hoon tere nishaan
Ik dor teri yaadon ki thaam ke
Bun raha hoon aasmaan

Khoya tha raahon mein, jahaan mujhe tune
Main wahin hoon, main ruka tha jahaan

Tu kahin nahin magar
kyun lage thehri yahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan
Dhoondti rahe meri
yeh nazar jaaye jahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan

Raat bhar jaagti hain saath mein
Khushbuein jo aaj bhi
Chaadaron mein hain basi
Tere hone ki gawaahi de rahi

Neend ke silsile hain todti
Teri halki si hasi
Goonjti jo aaj bhi
Is makaan ki jo ragon mein beh rahi

Woh raatein jahaan pe yeh waqt rukta tha
Main wahin hoonain ruka hoon wahaan

Tu kahin nahin magar, kyun lage thehri yahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan
Dhoondti rahe meri, yeh nazar jaaye jahaan
Parchhaiyaan
Teri parchhaiyaan

🎧 猜你喜欢

正在播放: Parchaiyan (Reprise)
0:00 / 0:00
加载歌词中...
Parchaiyan (Reprise)
Kinjal Chatterjee / Soumyadeep Ghoshal