Nindiya

歌手: Ehsaas Band • 专辑:Nindiya • 发布时间:2025-03-27
作词 : Raj Shah
作曲 : Raj Shah
Nindiya

Nindiya.......... ud jaaye
Ratiya..............biti jaaye
Raat bhar yuhi jaage akhiya bin palak jhapkae
Saiya.............. kab aaye

Meri bindiya mere kangana
Sab hai sune tere bina
Kaali kajal meri ankhiya
Suni hai raatein tere bina

Tera naam jhapati rehti hai
Mere dil ki saanse tere bina
Tu hai jaha aur mai yaha
Teri yaad me tanha…..

Tanha……… ho jaaye
Raat bhar yuhi jaage akhiya bin palak jhapkae
Saiya.............. kab aaye

Kab aaye………. Saiyaan
📥 下载LRC歌词 📄 下载TXT歌词

支持卡拉OK同步显示,可用记事本编辑