Silsila Ye Chahat Ka (Devdas / Soundtrack Version)

歌手: Shreya Ghoshal • 时间:

📝 纯歌词版本

作词 : Nusrat Badr
 作曲 : Ismail Darbar
Mausam ney lee angdaayi, aayi, aayi
Lehraake barkha phir chaayi, chaayi, chaayi
Jhoka hawa kaa aayega aur yeh diya buj jaayega

Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
Ho.. hm..

Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
Oh piya, yeh diya naa bujha hai, naa bujhega
Mere chaahat ka diya
Mere piya ab aaja re mere piya
Ho.. mere piya ab aaja re mere piya

Is diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya
Ab aaja re mere piya
Ho.. mere piya ab aaja re mere piya

Faasla tha doori thi
Faasla tha doori thi
Tha judaai kaa aalam
Intezaar mein nazrein thi
Aur tum wahan the, tum wahan the, tum wahan the
Jhilmilaatey jagmagaatey khushiyon mein jhoom kar

Aur yahan jal rahe the hum
Aur yahan jal rahe the hum

Phir se baadal garja hai
Garaj garaj ke barsa hai
Ghoom ke toofan aaya hai
Par tujhko bujha nahin paaya hai
O piya yeh diya
Chaahe jitna satay tujhe yeh saawan
Yeh hawa aur yeh bijliyaan

Mere piya ab aaja re mere piya
Ho.. mere piya ab aaja re mere piya

Dekho yeh pagli deewani
Duniya se hai yeh anjaani
Jhoka hawa ka aayega aur iska piya sang laayega

Oh piya ab aaja re mere piya
Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
Oh piya yeh diya
Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
Oh piya yeh diya
Aye piya.. piya.. piya

🎵 LRC歌词版本

[00:00.00] 作词 : Nusrat Badr
[00:01.00] 作曲 : Ismail Darbar
[00:34.98]Mausam ney lee angdaayi, aayi, aayi
[00:41.00]Lehraake barkha phir chaayi, chaayi, chaayi
[00:48.00]Jhoka hawa kaa aayega aur yeh diya buj jaayega
[00:55.99]
[00:58.90]Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
[01:05.20]Ho.. hm..
[01:09.00]
[01:16.00]Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
[01:22.00]Oh piya, yeh diya naa bujha hai, naa bujhega
[01:32.99]Mere chaahat ka diya
[01:35.99]Mere piya ab aaja re mere piya
[01:41.99]Ho.. mere piya ab aaja re mere piya
[01:48.60]
[01:50.80]Is diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya
[01:58.96]Ab aaja re mere piya
[02:02.20]Ho.. mere piya ab aaja re mere piya
[02:09.99]
[02:49.00]Faasla tha doori thi
[02:56.00]Faasla tha doori thi
[03:00.00]Tha judaai kaa aalam
[03:03.00]Intezaar mein nazrein thi
[03:06.00]Aur tum wahan the, tum wahan the, tum wahan the
[03:11.80]Jhilmilaatey jagmagaatey khushiyon mein jhoom kar
[03:17.95]
[03:18.60]Aur yahan jal rahe the hum
[03:25.00]Aur yahan jal rahe the hum
[03:31.00]
[03:34.00]Phir se baadal garja hai
[03:37.00]Garaj garaj ke barsa hai
[03:41.00]Ghoom ke toofan aaya hai
[03:44.00]Par tujhko bujha nahin paaya hai
[03:48.00]O piya yeh diya
[03:51.00]Chaahe jitna satay tujhe yeh saawan
[03:54.00]Yeh hawa aur yeh bijliyaan
[03:57.50]
[03:59.00]Mere piya ab aaja re mere piya
[04:05.00]Ho.. mere piya ab aaja re mere piya
[04:14.00]
[04:17.00]Dekho yeh pagli deewani
[04:20.90]Duniya se hai yeh anjaani
[04:24.00]Jhoka hawa ka aayega aur iska piya sang laayega
[04:30.00]
[04:30.40]Oh piya ab aaja re mere piya
[04:38.00]Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
[04:44.00]Oh piya yeh diya
[04:52.00]Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
[04:58.00]Oh piya yeh diya
[05:06.00]Aye piya.. piya.. piya
[05:19.00]

📝 纯歌词版本

作词 : Nusrat Badr
 作曲 : Ismail Darbar
Mausam ney lee angdaayi, aayi, aayi
Lehraake barkha phir chaayi, chaayi, chaayi
Jhoka hawa kaa aayega aur yeh diya buj jaayega

Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
Ho.. hm..

Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
Oh piya, yeh diya naa bujha hai, naa bujhega
Mere chaahat ka diya
Mere piya ab aaja re mere piya
Ho.. mere piya ab aaja re mere piya

Is diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya
Ab aaja re mere piya
Ho.. mere piya ab aaja re mere piya

Faasla tha doori thi
Faasla tha doori thi
Tha judaai kaa aalam
Intezaar mein nazrein thi
Aur tum wahan the, tum wahan the, tum wahan the
Jhilmilaatey jagmagaatey khushiyon mein jhoom kar

Aur yahan jal rahe the hum
Aur yahan jal rahe the hum

Phir se baadal garja hai
Garaj garaj ke barsa hai
Ghoom ke toofan aaya hai
Par tujhko bujha nahin paaya hai
O piya yeh diya
Chaahe jitna satay tujhe yeh saawan
Yeh hawa aur yeh bijliyaan

Mere piya ab aaja re mere piya
Ho.. mere piya ab aaja re mere piya

Dekho yeh pagli deewani
Duniya se hai yeh anjaani
Jhoka hawa ka aayega aur iska piya sang laayega

Oh piya ab aaja re mere piya
Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
Oh piya yeh diya
Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
Oh piya yeh diya
Aye piya.. piya.. piya

🎧 猜你喜欢

Mann Jaage

👤 歌手:Shreya Ghoshal / Sonu Nigam
查看歌词

Rome Rome (From "Paris Pranaya")

👤 歌手:Shreya Ghoshal / Sonu Nigam / Prayog
查看歌词

Naani Koni (From "Maattrraan")

👤 歌手:Harris Jayaraj / Karthik / Shreya Ghoshal
查看歌词

Radha (Bollywood Mix)

查看歌词

Chikni Chameli (Bellydance Remix)

👤 歌手:Shreya Ghoshal / Nilesh P.
查看歌词

Kolkata (From "Praktan")

👤 歌手:Anupam Roy / Shreya Ghoshal
查看歌词

Naam Na Jana Pakhi (Duet Version) (From "Ka Kha Ga Gha")

👤 歌手:Shreya Ghoshal
查看歌词

Mohe Rang Do Laal

查看歌词
正在播放: Silsila Ye Chahat Ka (Devdas / Soundtrack Version)
0:00 / 0:00
加载歌词中...
Silsila Ye Chahat Ka (Devdas / Soundtrack Version)
Shreya Ghoshal