Saanson Ke

歌手: KK • 专辑:Raees • 发布时间:2017-01-25
Saanson ke
Kisi ek mod par
Mili thi tu zindagi
Meri dost bann ke
Chal diya
Teri baat maan kar
Tera haath thaam kar
Tujhe saathi chunn ke
Main kis manzil ka raahi hoon
Tu kinn raahon pe laayi hai
Samajh paaun na main tujheko
Na tu mujhko
Jo na manzoor hai mujhko
Wohi manzoor hai tujheko
Samajh paaun na main tujheko
Na tu mujhko
Ah ah ...
Jo le liya tha tune faisla
Zameen pe aasmaan mein rakh diya
Main chhaon mein lapete dhoop ko
Kaha jo tune kehna kar diya
Chala main apni manzil ko
Ja tu bhi laut ja ghar ko
Samajh paun na main tujhko
Naa tu mujhko
Jo na manzoor hai mujhko
Wohi manzoor hai tujhko
Samajh paun na main tujhko
Naa tu mujhko
📥 下载LRC歌词 📄 下载TXT歌词

支持卡拉OK同步显示,可用记事本编辑